losamantesdelaguitarra

Tuesday, December 23, 2008

socha hai hindi chords


D…………………, Bm………………..
aasman hai neela kyon, paani geela geela kyon
.G……………..A
gol kyon hai zameen
D……………………, Bm……………..
silk main hai narmi kyon, aag main garmi kyon
.G…………………..A..
do aur do panch kyun nahi
D……………….., Bm………………….
ped ho gaye kam kyon, teen hain ye mausam kyon
.G……………..A..
chand do kyon nahin
D……………………, Bm……………..
duniya mai hai jung kyon, behta lal rang kyon
.G……………………A….
sarhadein hai kyon har kahin

D………………….A….
socha hai, ye tumne kya kabhi
D…………………A…….
socha hai, ki hai ye kya sabhi
D………, ..A…………….G…..
socha hai, socha nahin to socho abhi

(Rest is same sequence)
bahti hai kyon har nadi, hoti kya hai roshini
barf girti hai kyon
Dost kyon hai ruthte, taare kyon hai tutte
Badalon mai bizli hai kyon

Socha hai, ye tumne kya kabhi
socha hai, ki hai ye kya sabhi
Socha hai, socha nahin to socho abhi

Sanatta sunai nahi deta, aur hawaein dikhai nahi deti
Socha hai kya kabhi, Hota hai ye kyun

posted by प्रवीण पराशर at 3:00 AM

0 Comments:

Post a Comment

<< Home